______________________________________
Chah kar bhi tujhko bhula na saka… 💔
Zindagi ko pehle jaisa bana na saka…
Kya khaak mita pata tujhko main apne dil se…
Main ek teri tasveer tak toh jala na saka… 🥀
Tamam umar yahi afsos rahega mujhe…
Maine jise apna kaha, use kabhi paa na saka… 🖤
Write a comment ...